Tuesday, March 3, 2020

Jio app main Kisi ka bhi number Kaise add Karen | aapke pass 2 jio ke number hain, aur alag alag mobile mein hai, to un donon ko Ek hi jio app mein Kaise Chalayan | how can I view call history on Jio app?is kadi ko Ham jio app ki agali kadi ko jodte hue aage badh rahe hain, aapane agar abhi tak hamari pichhali post nahin dekhi hai,  to yahan dekhen jiyo app kya hai kaise isko use Karen



My friend Aaj ke is  article me,  main aapko bataunga ki Kaise, Aap jio app mein number add Kar Kisi ka Bhi,  uski call detail,  data,  information statement, recharge, sab check kar sakte hai

jio app application hai jis par aap apni sari jankari khud Hi check kar sakte hain |  aapane apne number se kiss kiss ko call kiya hai |  pichhle 1 mahine mein 2 mahine main,  yahan Tak ke pichhle 6 mahine mein, sari detail aap khud apne number se check kar sakte hai |



Aab Ham aapko setup by setup batate hue chalenge aap niche screenshot mein dekh sakte hain ki yahan per ek switch account ka option a raha hai is per click Karen



Ab aapke samne Kuch Aisa interface aaega,  yahan par aapko ko added new account par click Karna hai


Ab aapke samne Kai option khulenge,  agar aap Wi-Fi add Karna chahte hain  | to Wi-Fi per click Karen

jio link edit Karna,jio fiber to yahan Karen jio fiber adult karna chahte hain to jio fibre per click Karen main aapko bata Raha hun mobile number ki process sab ki ek hi Sam hai






Screenshot mein dekh chuke hain, mobile per click karenge to aapko bol number bharna hoga jo usko aap add karna chahte hain iske bad ek OTP aaega,  use OTP ko ismein Dal denge,  to yah register ho jaega |  yah aisa nahin hai ki registry hone ke bad aap jio app ko delete kar doge to yah bhi delete ho jaega |  yah parmanent Hi ismein rahega jab tak aap khud isko delete nahin karenge |









upar Jo 3 line dikhai de rahi hai is per click Karen aapke samne kuchh is tarah ka interface khul jaega aap yahan screenshot mein niche dekh sakte hain







Ab yahan se my statement per click Karen |  statement per aap click karenge to kuchh is tarah ka interface aaega | yahan aap date bhar sakte hain | ki kitne din ki aapko apne number ki detail chahie






ek hafta ki,  ya 1 mounth ki,  ya pichhle 6 mounth ki,  ya fir 1 year ki,  jitni bhi aap ismein date dal ke check karna chahte hain,  vah sab check kar sakte hain | ye su karke view now pe click kar de


Socal links
Facebook page like

Mewati sapya fan page like Karen Abhi
https://www.facebook.com/mewatisapya/

Telegram channel WMF
🇮🇳🇮🇳 Mewati 🌹🌹Satya❤️
https://t.me/mewatisapya

Ye Bhi Padhe!

1, Jio app me Jio Fi kese Connect kre | Jio Phone se Jio Phone me WI FI kese Connect kre

2, health is wealth, ashwagandha powder ke fayde, sirighpatan ko ashwagandha se case roke, Safed Musli ke fayde

3, कभी आपने सोचा की बिजली का बिल दो महीने बाद क्यों आता है , 150 यूनिट 2 रु Today News

4, JCB का पूरा नाम_ Full form JCB Hindi, JCB Ka Itihas


kaisa laga aapko hamara yah artical hamen please jarur comment karke bataen comment box mein jarur jaen yah sab bataen aapki comment se aur share sahi Ham moti voice hote hain aage artical likhane ke liye

0 #type=(blogger):

Post a Comment

Featured

Break

Contact form

Name

Email *

Message *

Search This Blog

Nasir Buchiya

Nasir Buchiya
Hello, I am Nasir Buchiya. I am a history writer. Ancient Indian History, Gurjar Gotra, Rajputana History, Mewat History, New India etc.,
3/related/default

Home Ads

Facebook

ttr_slideshow

Popular Posts

Most Recent

Recent Posts

recentposts

Popular Posts

Blog Archive