Jio App Me Jio WiFi Kese Connect Kre ~ Very Poor Network of Jio
What is jio app, Jio app me Jio Fi kese connect kre, Jio Phone se Jio Phone me WIFI kese Connect kre jio app se recharge call detail data information kese chack kre | hi friends Aaj ke is articling me aapko bataunga jio app ke bare me,
Hi friend Aaj ke is article mein Ham janenge jio app ke bare main, Ke Jia app kya hai, jio app me Jio Wi-Fi ko Kaise Connect Kare, Jio app me Wifi kaise Connect Kare
Jio app se Kaise call detail nikale Kisi ki bhi, jio app se Kaise recharge Karen Vah bhi discount ke sath | jio app main Kaise data check Karen,
Is article mein Ham sab Yahi janenge ke jio app ko Kaise use Karte Hain | to Chalo shuruaat Karte Hain Bina Samay gavaye aage badte hain |
Sabse pahle aapko Google play store se my jio application ko download kar Lena hai jo my jio app ke Naam se aata h
Ab aapane isko download kar liya hai, to ab aap isko open kariye, open hote samay yah aisa rahata hai aap niche screenshot mein yahan dekh sakte hain |
ab aapko ismein kuchh is tarah ka interface dikhai de raha hoga yahan aapane screenshot mein dekh sakte hain
Ab aapko jio wifi per click Karna hai, aur niche Jo option a Raha hai, jio Wi-Fi connect is per click Karna hai
isase pahle yah aap ko dhyan rakhna hai, aur yah karna hi hai, aapka Jo jiofi se aap net chala rahe hain usko connect Kar lijiye, aur apne mobile mein jio Wi-Fi se net chalu Kar lijiye | yah kahen ki aap apne phone mein jo aapka jiofi hai uska Wi-Fi aap is mein connect kar dijiye |
Jaise hi aap connect jiofi per click karenge | ab yah OTP bhejega | aur yah OTP us number par jayega Jo aapane jio fi jab kharidi thi jab aapane jo alternate number diya tha, use number per one Time Password jaega, AAP yahan niche screenshot mein dekh sakte hain |
Ab aapko password bhar dena hai, Aur yah connect ho jaega automatically |
Ab aap yahan screenshot mein dekh sakte hai, aapke samne Kai sare option a rahe hain
Ab aap yahan dekh sakte hain, yahan ek view plan dikha raha hai |
aapka dainik Kota mein se kitna GB kitna baki hai, vah bhi dikha raha hai |
abhi screenshot mein dekh sakte hain, niche aapko recharge ka option bhi a raha hai, my coupon ka option bhi a raha hai |
Upar side main AAP dekhen, Jo my jio search ka option hai uske bagal main
3 line se dikhai de rahe hain, is per aap click karke apna statement sab check karte hain, view detail per bhi aap sari chijen check kar sakte hain |
kiya aapki risctaking kam hai kiya aap DARTE hai jane abhi | ऐसा क्यों होता क्योंकि आपकी risk taking capacity कम है Fail होने के कुछ कारण
Kaisi lagi hamari yah jankari aap hamen jarur bataen hamen follow Karen kisi bhi social networking per Facebook Twitter YouTube aage ki aur jankari mein agale video artical mein jarur lekar aaunga
Kaisi lagi hamari yah jankari aap hamen jarur bataen hamen follow Karen kisi bhi social networking per Facebook Twitter YouTube aage ki aur jankari mein agale video artical mein jarur lekar aaunga
0 #type=(blogger):
Post a Comment